Ke pathar padte to tadapte dekha
Kya hamare padne par bhi pathar tadapte hote
Tabiyat bigate dekha hai is daure zamane mein bhi
Jo na bigadte to zamane badalte hote
Dashn padi to waqt bhi khoon bahata dikhta
Khuld bhi bas namaziyon ka ghar hota
Hizab pehne pite hain sharabkhane mein mirza
Jo na pite hain wahan wo to bas humse zar e zamin hote
Ye to chashm hai saudagar
Nasha deta hai gum ke badle
Gar ye chasm na hote to
Sheher mein sab hi rote hote
Baghe shagufat par kar
Phoolon ka karobar kar
Gar phool hi hote itne hasin
To murde ke gale ka haar na hote

No comments:
Post a Comment