Mujhse zindagi mein
Ek makan na bana
Har gali mein khidkiyan mili
Par kisi deewar par khula roshandan na mila
Gulshan mein gul mile
Par sheher mein gulfam na mila
Har haseen surat mein
Naksh to tarashe dikhe
Par is sheher mein jo bhi mila
Bas beparwah insaan mila
Ab to ae ghalib
Yahi soch rakhte hain ki
bach ke chal ae lalit
is sherer mein nazrein hain katilana bahut
kehte hain ki is sheher ka pani bhi
hai zeherila bahut
chumna to kab ka chod diya hai ae lalit
aaj kal to bas zindagi ka har bacha hua pal chumte hain......
Ek makan na bana
Har gali mein khidkiyan mili
Par kisi deewar par khula roshandan na mila
Gulshan mein gul mile
Par sheher mein gulfam na mila
Har haseen surat mein
Naksh to tarashe dikhe
Par is sheher mein jo bhi mila
Bas beparwah insaan mila
Ab to ae ghalib
Yahi soch rakhte hain ki
bach ke chal ae lalit
is sherer mein nazrein hain katilana bahut
kehte hain ki is sheher ka pani bhi
hai zeherila bahut
chumna to kab ka chod diya hai ae lalit
aaj kal to bas zindagi ka har bacha hua pal chumte hain......
No comments:
Post a Comment