के सवाल क्या .............
ke chirage humsafar dhoondta hai parchai hamari
kabhi kabhi keh bhi det hai ki hum hi ho gye hain parchai jaise
ke shauk se jo diya jalate hain andhere mein
kabhi kabhi bhul bhi jate hain ki tel kahan bacha hai ghar mere mein
ke tanz aur fikron ke hain kisse zindagi mein bahut
kabhi kabhi has bhi dete hain apne haathon ki lakeeron pe
ke sochte hain miyan ghisegi kab tak ye zindagi hamari
aur kain baar sochte hain ki bas hone wale hain shumar amiron mein
ke saki bula rhi hai na jane kitne dino se
gar na hote besawal to kaise jeete fakiron mein

No comments:
Post a Comment