man liya wo sab nakhre they
man liya hum besabre they
par is jalti dharti ke jaise
sawan se hum kab jhagde they
man liya hum kache they
man liya hum bache thay
par aankhon se girte ashruon ki tarah
hum kab aankhon se tapke they
man liya wo bhool thi apni
man liya bahut door thi sajni
par girte padte unhin rahon se
hum bhi to dar dar bhatke they
kash kabhi sunta koi apni
kash kabhi hoti koi sajni
par itne baras ab beet gye
ke bhool gye ke ghar se kab nikle they.....
man liya hum besabre they
par is jalti dharti ke jaise
sawan se hum kab jhagde they
man liya hum kache they
man liya hum bache thay
par aankhon se girte ashruon ki tarah
hum kab aankhon se tapke they
man liya wo bhool thi apni
man liya bahut door thi sajni
par girte padte unhin rahon se
hum bhi to dar dar bhatke they
kash kabhi sunta koi apni
kash kabhi hoti koi sajni
par itne baras ab beet gye
ke bhool gye ke ghar se kab nikle they.....
No comments:
Post a Comment